When is gyarvi sharif
Muslims throughout the world in this month zealously make arrangements to offer Niyaaz and Fateha of Huzoor Ghaus Pak. Not only that, but they become very happy, just as any one of you would become happy on receiving gifts. During the event, the grace of Sarkar Haji Sahib is indescribable. Sarkar Haji Sahib was wearing the white suit, black waistcoat and a beautiful cap which was used to wear by Huzoor Syedna Tahir Alla u Din and the other religious Saints.
The dressing was alluring and highly attractive to the followers. Is Gyarvi A Biddah? Note : Ahle Sunnat Wa Jamaat k Maan ne waale yaani Sunnio ko bhi chahye wo jo amal karte hai uski us amal k mutabik Haisiyat Shariat me us amal ka kya mansab darja hai us tak kare aur uski dalil rakhe us mutabik amal kare aisa naa ho k bas kar rahe hai aur khud ko naa pata k is amal ka darja Shariat me kya hai aur Jo amal Mustahab hai usko Mustahab tak rakhe farziat wajibat tak naa le jaaye.
Hadees :. Imam Nawawi Riyadus Salaheen Hadees : Kafi jagah hota tarikh to koi aur hoti hai wo bhi Mehfil e Gausiya k naam se hoti hai Jalse hote hai wo bhi alag din me bhi hote hai.
Ye baat saabit kar deti hai k ye Amal Mustahab k darja rakhta hai lekin problem tab aati hai jab badmazhab wahabi firqa in amal ko Shirk Haraam biddat kahte hai jo Ahkaam E Deen k bunyaad se bhi khali hai bas fatwa baaj mullah aur unke awara kide makode Google mukallid. Scan page Niche Hai. Is hadees E paak se wajeh huwa k Musalman is amal ko accha jaan karte hai lihaja jo isko biddat kahe wo kaisa nira jaahil bunyaadi ahkamat e shariat se khali hai.
Magar kuch log nahi manege aur kahenge k biddat hai haraam hai lihaja iski bhi Dalil padhle. To yaha kabil E gaur baat ye hai k kya Mehfil E Gausiya Munakkid karna Auliya Allah Ka tazkira karna kya gunaah hai bura amal hai agar koi wahabi apni maa ka halali ho to saabit karke dikhade. Koi Wahabi Iska Jawab Dede hume? Allah Taala Aql de. Apni jamaat ka naam Ahle Hadees rakhna ye naam Quran Sunnat me aaya hai? Kuch Ahmakana Aitraaz Ka Jawab 1.
Aapne Dalil Pesh ki k jo amal musalman Accha samjhe wo Allah k nazdeek accha hai aur aage likha hai jo Musalman bura samjhe wo bura hai to hum is amal ko bura samajhte hai lihaja ye bura hai?
Al Jawab : Awwal to ye k aapke samajhne se wo bura nahi hota k jo aapka dil chahe aap samjhe aur bura kahde. Bura hone ki dalil deni padti hai dusra ye k ye amal accha hai ye aqwal Jamhoor muhadiseen ka hai aur unke tarike pe hum hai. Lihaja ye kahna k Hum bura samajhte hai to bura hogaya aisa nahi hota balki is amal ko Muhadiseen ne Fukaha Auliya ne Accha Samjha hai. Jo Amal Koi galat kare to us amal ki mazzamat ki jaati hai naaki uski asl ko khatm kiya jaata hai.
Aapki kaum e wahabiya ka haal ye hai bimari khatm nahi karti wo mariz ko hi khatm kar rahi hai. Aaj Musalman kahlane waale aqsar logo k yaha Shadi me kya hota hai gair sharai Rasmaat gar kar chuki hai DJ gaana Bajana Be pardgi Khilaf E Sunnat kaam bilkul aam hai Is baat ka inkaar koi Wahabi ka Shaykh nahi kar sakta kya koi Wahabi Shaykh Chilli kahega k chunki ab Khurrafat horhai hai lihaja Shadi karna band kardo?
Yaa ye kahega k Shadi Nikaah to nahi band hoga lekin Khurrafat ki mazzamat kar us amal se kaum ko roka jayga naaki Asl ko hi band karne ka kaam kiya jayga Aur Koi Wahabi yaha ye nahi kah sakta k ye Dunyawi maamlaat hai balki shadi ka talluk deen se hai jo Sawab ki niyat se hoti hai warna wahabio ki badi purani chor raste se nikalne ki aadat hai wo ye kahte hai isko Deen Samajh k nahi karte?
Matlab ye hai kya? Unknown 20 January at Sher Ali 26 January at Unknown 17 November at Single continuous line drawing Kul Sharif Mosque landmark. Beautiful famous place in Kazan Russia. World holy place home wall decor poster art concept. Dynamic one line draw design vector illustration. Kul sharif mosque vector icon. Modern vector illustration concepts.
Easy to edit and customize. Print Building view with landmark of Bihar Sharif is the city in India. Hand drawn sketch illustration in vector. Print Building view with landmark of Bihar Sharif is the city in Bihar. Watercolor splash with hand drawn sketch illustration in vector. Zam Zam icon vector, filled flat sign, solid pictogram isolated on white, logo illustration. Zam Zam icon for presentation. Collection of perfectly simple monochrome icons for web design, app, and the most modern projects.
Universal pack of classical signs for category Holidays. Zam Zam Simple vector icon. Illustration symbol design template for web mobile UI element. Perfect color modern pictogram on editable stroke. Zam Zam icons for your business project.
Afghanistan highly detailed physical map.
0コメント